Header Ads Widget

urdu shayari ishq, poetry in urdu text

Urdu Shayari Ishq is a form of poetry deeply rooted in the culture and traditions of the Indian subcontinent. It is an art that has been passed down from generation to generation, expressing the emotions of love and passion through the medium of language. The word "Ishq" is used in Urdu to denote a deep, intense, and passionate love that transcends all boundaries.Love Poetry in Urdu Text

Urdu shayari ishq


اچھا ہے کہ صرف عشق کیجۓ
یہ عمر تو یوں بھی رائیگاں ہے


Acha Hai Keh Sirf Ishq Kijay
Yeh Umar To Youn Bhi Raigan Hai




urdu shayari ishq, shayari in urdu text

Ishq Shayari In Urdu Images


ترے عشق کی انتہا چاہتا ہوں
مری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں


Teray Ishq Ki Intaha Chahta Hon
Meri Sadgi Daikh Kia Chahta Hon



urdu shayari ishq, shayari in urdu text

shayari in Urdu text

The beauty of Urdu shayari ishq lies in its ability to convey complex emotions and feelings through simple words. Using metaphors, similes, and other literary devices in Shayari in Urdu text adds depth and meaning to the poetry, making it a powerful expression of the human experience.



عشق سے لوگ منع کرتے ہیں
جیسے کچھ اختیار ہے اپنا


Ishq Sa Log Mana Karty Hain
Jaisay Kuch Ikhtiar Hai Apna


urdu shayari ishq, shayari in urdu text

Nakam Ishq Poetry In Urdu


عشق نازک مزاج ہے بے حد
عقل کا بوجھ اٹھا نہیں سکتا


Ishq Nazuk Mizaj Hai Behad
Aqal Ka Bojh Utha Nahi Sakta


urdu shayari ishq, shayari in urdu text


مرض عشقِ کو شفاء سمجھے
درد  کو  درد کی دوا سمجھے

Marz e Ishq Ko Shifa Samjhy
Dard Ko Dard Ki Dawa Samjhy



urdu shayari ishq, shayari in urdu text

Whether it is a love confession or a heartbreak, Urdu Shayari Ishq has the power to touch the hearts of people from all walks of life. Its universal appeal lies in its ability to convey emotions that are relatable to anyone who has experienced the joys and sorrows of love.


 کیا کہا عشق جاودانی ہے؟
آخری بار مل رہی ہو کیا؟


Kia Kaha Ishq Jawedani Hai?
Akhri Bar Mil Rahi Ho Kia?



urdu shayari ishq, shayari in urdu text

Urdu Shayari Ishq has been a popular form of poetry in the Indian subcontinent for centuries, with renowned poets such as Mirza Ghalib, Allama Iqbal, and Faiz Ahmed Faiz contributing to its rich legacy. Even today, Shayari in Urdu text continues to be an integral part of the cultural fabric of the region.



نا کامئ عشق یا کامیابی
دونوں کا حاصل خانہ خرابی


Nakami e Ishq Ya Kamyabi
Dono Ka Hasil Khana Kharabi


urdu shayari ishq, shayari in urdu text



کیا کہوں تم سے میں کہ کیا ہے عشق؟
جان کا روگ ہے بلا ہے عشق


Kia Kahon Tum Sa Main Keh Kia Ha Ishq?
Jaan Ka Rog Hai Balla Hai Ishq


urdu shayari ishq, shayari in urdu text

Urdu Shayari Ishq has a timeless quality and continues to enchant people even today. Its popularity has only increased with time, and it continues to be an integral part of the cultural heritage of the Indian subcontinent. Renowned poets like Mirza Ghalib, Allama Iqbal, and Faiz Ahmed Faiz have contributed to this art form and have enriched its legacy.


عشق کی ابتدا تو جانتے ہیں
عشق کی انتہا نہیں معلوم

Ishq Ki Ibtada To Jantay Hain
Ishq Ki Intaha Nahi Maloom



urdu shayari ishq, shayari in urdu text

Ishq Shayari Urdu 2 Lines


عشق ہو جائے گا میری داستان عشق سے
رات بھر جاگا کرو گے اس کہانی کے لئے


Ishq Ho Jaye Ga Meri Dastaan e Ishq Say
Raat Bhar Jaga Karo Gy Iss Kahani Ka Liye



urdu shayari ishq, shayari in urdu text

Whether it is a love confession or a heartbreak, Urdu Shayari Ishq can capture the essence of the emotion and convey it in a way that touches the hearts of people from all walks of life. It is a testament to the power of language and its ability to connect people on a deep, emotional level.


ہم تیرے عشق میں اُس مقام پر آ پہنچے
جہاں دِل کسی اور کو چاہے تو گناہ لگتا ہے

Hum Teray Ishq Main Us Maqam Par A Pohnchy
Jahan Dil Kisi Aur Ko Chahy To Gunah Lagta Hai



urdu shayari ishq, shayari in urdu text




وہ اس کمال سے کھیلا تھا عشق کی بازی
میں اپنی فتح سمجھتا تھا مات ہونے تک


Woh Iss Kamal Say Khaila Tha Ishq Ki Baazi
Main Apni Fatah Samjhta Tha Maat Hony Tak



urdu shayari ishq, shayari in urdu text



فرازؔ عشق کی دنیا تو خوبصورت تھی
یہ کس نے فتنۂ ہجر و وصال رکھا ہے؟


Faraz Ishq Ki Dunya To Khobsorat Thi
Yeh Kis Nay Fitna e Hijr o Wisal Rakha Hai?



urdu shayari ishq, shayari in urdu text

Urdu Shayari Ishq is a cherished art form that has captured the hearts of millions across the globe. This poetic expression has a rich cultural heritage and is deeply ingrained in the traditions of the Indian subcontinent. The word "Ishq" is an Urdu term that signifies an intense and passionate love that transcends all boundaries.


عشق سے طبیعت نے زیست کا مزا پایا
درد کی دوا پائی دردِ بے دوا پایا


Ishq Say Tabiat Na Zeast Ka Maza Paya
Dard Ki Dawa Pai Dard e Ladawa Paya



urdu shayari ishq, shayari in urdu text



راہ دور عشق میں روتا ہے کیا
آگے آگے دیکھیے ہوتا ہے کیا


Rah Daur e Ishq Main Rota Hai Kia
Agay Agay Daikhye Hota Hai Kia



urdu shayari ishq, shayari in urdu text



عشق تو ہر شخص کرتا ہے شعورؔ
تم نے اپنا حال یہ کیا کر لیا؟


Ishq To Har Shakhs Karta Hai Shaur
Tum Na Apna Haal Yeh Kia Kar Liya?




urdu shayari ishq, shayari in urdu text


عشق ادب ہے تو اپنے آپ آئے
گَر سبق ہے تو پھر پڑھا مجھ کو


Ishq Adab Hai To Apnay Ap Aye
Gar Sabaq Hai To Phir Parha Mujhko




urdu shayari ishq, shayari in urdu text

Shayari in Urdu text is a powerful medium to convey the depth of emotions associated with love, longing, and heartbreak. The exquisite beauty of Urdu Shayari Ishq lies in its ability to express complex emotions and feelings through simple words. The poetry is rich in metaphors, similes, and other literary devices that add depth and meaning to the verses, making them a profound reflection of human experiences.


ہاں کبھی خوابِ عشق دیکھا تھا
اب تک آنکھوں سے خوں ٹپکتا ہے


Haan Kabhi Khaab e Ishq Daikha Tha
Ab Tak Ankhon Sa Khoon Tapakta Hai



urdu shayari ishq, shayari in urdu text




عشق نے غالبؔ نکما کر دیا
ورنہ ہم بھی آدمی تھے کام کے


Ishq Nay Ghalib Nikama Kar Dia
Warna Hum Bhi Admi Thay Kam Kay



urdu shayari ishq, shayari in urdu text





عشق جب تک نہ کر چکے رسوا
آدمی کام کا نہیں ہوتا


Ishq Jab Tak Na Kar Chukay Ruswa
Admi Kaam Ka Nahi Hota



urdu shayari ishq, shayari in urdu text



In conclusion, Urdu Shayari Ishq is a poetic expression that celebrates the beauty and intensity of love. Its rich heritage, enduring popularity, and ability to capture the essence of human emotions make it a cherished art form that continues to inspire and enchant people across generations.



More, shayari in urdu text
More, ahmad faraz poetry